Skip to main content

Posts

Showing posts from May, 2017

Tu mile to koi marz nahi

Tu mile to koi marz nahi Aur na mile to koi dawa nahi

Haal pocha na kheriyat pochi

Haal pocha na kheriyat pochi Aaj bhi usne hesiyat pochi

Koi dard mai shamil to koi dawa mai shamil hai

Koi dard mai shamil to koi dawa mai shamil hai Hamara har ik dushman bhi hamari dua mai shamil hai

Jo takleef ALLAH ki yaad dilaye

Jo takleef ALLAH ki yaad dilaye Wo ALLAH ki nemat hai

Bardasht karna buzdili nahi

Bardasht karna buzdili nahi balke zindagi ka aik aham asool hai Jis shakhs ke pas qawat e bardasht hai wo kabhi hasr nahi sakta

Azmaish jitni sakht hogi

Azmaish jitni sakht hogi Inaam bhi utna hi bara milega

Tune dekhi hi nahi ishq ke qalandar ki dhamaal

Tune dekhi hi nahi ishq ke qalandar ki dhamaal Paon pather pe bhi par jayen to dhool urhti hai

Istarah dil ka dard chupate hain

Istarah dil ka dard chupate hain Dil rota hai aur hum muskurate hain

Kehta tha ke tu na mila to mar jaonga mai

Kehta tha ke tu na mila to mar jaonga mai Wo aaj bhi zinda hai yahi baat kisi aur ko kehne keliye

Likhta hon to tum hi utarte ho qalam se

Likhta hon to tum hi utarte ho qalam se Parhta hon to lehja bhi tum awaz bhi tum

Abhi to hongay aur bhi be-naqab log

Abhi to hongay aur bhi be-naqab log Zara mujhe khul ke barbaad to hone do

Ye jo diya bajha hai meri sanson ka

Ye jo diya bajha hai meri sanson ka Tera zulm shayad hawa mai shamil hai

Ye baat nahi ke mai tere layeq nahi

Ye baat nahi ke mai tere layeq nahi Bas tu ik nasha hai jo mere mazhab mai jayez nahi

aankh jo aaj phir teri nam hai

aankh jo aaj phir teri nam hai ye main hoon ya koi naya ghum hai zakham ab tak hain kyun haray tere tum to kehte the waqat marham hai umar thori hai is musafat ko fasla do qadam se go kam hai bad muddat pata laga tum the main to samjha k jo gaya daam hai tum jo hote to phir dawa bante ab yahan kon ibn e mariyam hai meherban thi hayat tere tak bad tere wo mujh py bharham hai

Pakistani aurton ka bharosa ariel aur dettol

Pakistani aurton ka bharosa ariel aur dettol par to ho sakta hai Par pakistani mardon par nahi

Mehak raha hon abi tak tumari batoon ki khushbo se

Mehak raha hon abi tak tumari batoon ki khushbo se Tumare baad ki khushbo mujh ko ,udaas kerti hai

Aisa Kyun Hota Hai

ایسا کیوں ہوتا ہے ؟؟ جب ہم کسی سے نیا نیا تعلق بناتے ہیں تو رات دن رابطے میں رہتے ہیں۔۔۔اپنے لمحے لمحے کی خبر دیتے رہتے ہیں۔۔۔۔۔مگر پھر آہستہ آہستہ رابطہ کم ہوتے ہوتےنا ہونے کے برابر رہ جاتا ہے۔۔۔۔ اور پھر ایک وقت آتا ہے کہ تعلق ہی ختم ہو جاتا ہے۔۔۔۔ کیا صرف ایک تجسس ہوتا ہے دوسرے کو جاننے کا؟؟؟ یا کیا ہوتا ہے کہ بظاہر کچھ نہ ہوتے ہوئے بھی بہت کچھ ہو کر بھی کچھ نہیں رہتا آخر پہ؟؟؟ قیامت سے کم ہے کیا ؟ تیرا یوں واپس پلٹ جانا...

Tera skoon slamat rahe jana magar !!

Tera skoon slamat rahe jana magar kabhi to poch tujhe skoon kaise milta hai

tum sey mumkin ho to rok lo werna !!

tum sey mumkin ho to rok lo werna Dil jo mera dharkey ga yaad tumari aygi

Tere utarey huwe din pehan key main !!

Tere utarey huwe din pehan key main tere bina Teri mehak main _____hijar ka waqt guzarti hon

Kon kehta hai kathan hai aadmi ko maarna

Kon kehta hai kathan hai aadmi ko maarna Lehja badal tevar badal nazren badal aur maar de

Bujhe bujhe se ajeeb din hain

Bujhe bujhe se ajeeb din hain Khawab hai na khayal koi Na manzaron mai koi kashish hai Na mosmon mai jamaal koi Hum ik dojay ko apni apni Adhori ankhon se dekhte hain Hamari barson ki chahaton mai Shayad ab utar raha hai jamaal koi Jo hansna chahen to ashk niklen Jo rona chahen to hanste jayen Hamare jazbaat girvi rakh kar Bana raha hai misaal koi

Tere Ehsas Ki Khushboo

❤❤‏تیرے احساس کی خوشبو سے‏ معطر ہے سارا وجود میرا ‏میری رگ رگ میں محبت تیری ‏میری ہر سانس پہ حق تیرا❤❤ #$K